Tuesday 1 August 2017

Time Ke Saat Badlo

Life Is So Beautiful

Time Ke Saat Badlo.

Duniya ME sab kuch time ke according change rahta he, Kal Duniya Kesi Thi Aj Kesi H or AAge Kesi hogi kisi ko kuch nahi pata.

Time ek horse(ghode) jesa he or hum is horse ki sawari kar rahe he , Magar horse bhi dhire dhire apni raftar badalta he or hume bhi time ke according change hona cahiye

jo Log Time Ke According Apne AAP ko change kar lete he ve aage manjil pate hi h,
Or jo log purani raftaar means old Time me travel karte he unse life ki na to umeed ki ja skti he na unme koi change aata , Or na hi ese log hume change hone dete,
I think Hume Bhi apni raftaar ko change karna cahiye bjay dusro ki life ki raftaar change kane ke bajaay.

Hamari puri Life Logo Ke According hi chalti Jaati h, or hum bhi vese hi chlte jate he , koi hume kahta he ki tujhe ye karna Chahiye to hum bhi Uske Kahne me hi Apni Life ki Direction Ko uske According hi mod dete he
Kabhi Humne Khyal kiya he ki life esi hi he kya life har time change ho rhi thi or ho rhi he fir hum new method kyo nhi apnate he.
simple vajah he ki Hume hi pta nhi he ki hume karna kya he , to aaj se hum apni life ko Realize Karenge ki kya baky me yhi chata hu ya nhi
because Hum Apni daily Life me kuch na kuch quistion to daily compair karte he or unka jabab bhi khojte he , Magar Hamare Sawal Kya hote H.
for Example :-
usne Esa Kyo kiya ,
vo esa kyo he ,
Matlab Hamare Question hi hamare according Nhi h. Hamesa dusre ko Compair Karte he. uski life esi he, vo ye karta ,uske pass ye he ,vo itne kamata he, Uski esi job he,
hum bhi dusro ki life ke bare me soch soch kar dimag ka dahi kar lete h, or Apne Pute TIME ko Karaab Kar dete he ,Or Apne Sare Sapno Ko Chur Chur Kar Ek simple or dari Life Jite he, Kya Hum ye hi karne Aaye he, Nhi NA to Time According Apne AAp ko Change KAre .

Time KE According Kese Chale


@Time Ke anusaar Apni Ruchi(Intrest)ko Improve Kare.

Time Change ho rha he na ki Hamara Intrest kyo ki Interest To vhi He bas Time Ke saat Interset Me Bhi Improve Ho Rha he , Phle Har cheez ko Karne me life me bahut kuch karna padta tha magar time ke according hi life or Hamare intrrest me sarlta aati ja rhi , phle jo kaam ko karne me time lagta tha ab un kaamo ko aasani se kar sakte he , or Aasani Se unhe Sikh Bhi Sakte he Magar hum to Aaj Bhi Change Nhi Karna chate na hi apne kaam ko aasan bnana chate he. or jese he vese hi apni life ki bhag dhod me lage huve h.

Hume karna kuch nahi h. Bas Apne Itrest Ko itna imrove karna dhire dhire ki, apne intrest me Itna Kabil Hona He Ki Aane wale 10 year tak aap ka mukabla koi na kar sake . Jo Kaam Aapne sikha he or use jitna waqt diya he use aapse behtar koi janta na ho apne aap ko itna improve karna h.


@ Logo ko justify na karke self ko hi justify karna

Hamara or lagbhag sabka hi kaam yhi he ki hum apne aap ko dusro se Compair Karte He,
kyo
Kyo ki dusro ki life Humse Behtar he isliye hi compair karte he,
ya koi Job lag Gaya, ya koi Aamir Ban gya Ya koi, ya dost kuch le aaya to compair karte he, "Magar Kabhi Humane Vhi kaam kiya he jo dusre log karte he ya hum kuch or hi kar rhe ho fir bhi logo se self ko compair karne me lage huve he
kyo , kyo ki hamare mind set ko hi esa bna diya gya he , hum apni life ko dusro se compair karne ke bjay is TIME ka utilies kare Or apni Life Ko or Behtar bnane me apni hi HELP kare.
kyo ki self ko dusro se compair karna Self ki Beijati "(insert)" Karna he ab aap soch lo khud ki insert karni he ya khud ko improve ....
.


@ Har SAmsya KA Samna


Apne samne koi bhi paristiti ho magar hame uska dat kar hi samna karna cahiye.
kyo ki life me kisi "pasistiti /ya/ samsya " ka samna karna apne aap ko improve karna hi hota isse hume pta chlata he ki humne kya sikha he or kya sikhna he ,
isiliye Har Samshya ka samna dat kar karna chahiye

No comments:

Post a Comment

Fact

Life Is So Beautiful Kya Aapko pta he 7 fact. 1. अगर आप अपनी भावनाओं का इजहार नहीं करते हैं तो आप अवसाद के शिकार हो सकत...